
Agar inn na-farmano ko pata chal jaaye ki Mai inse
kitna pyaar karta hu,
inke kaleje phat jaaye!!
Mahboob jab na-farmano se itna pyaar karta ho,
toh farma bardaaro se kitna pyaar karta hoga.
Ke saari Duniya ne tujhe jahannammi bana diya;
ke dost teri koi bakshish nhi
Lekin Mai tumhara Rabb ;
jiski tumne zindagi mai ek dafa bhi nahi maani,
Mai tumhe khush-khabri de rha hu !!
" la taqnatu min rahmatillah" ( "Do not despair of the mercy of Allah", a verse from the Quran-e- pak, from Surah Az-Zumar)
Meri rahmat se na-umeed na hona,
Mere dar pe aajana
Tum mere dar pe aajana,
kahdena, Aye Allah, mujhe muaaf karde
Beshaq, Khuda, Al-Ghafur, Al-Ghaffaar hai; The Forgiver, The Ever-Forgiving, The Most-Forgiving;
Your Lord has not abandoned you, nor has He become hateful หนof youหบ
He found you lost and guided [you],
And หนsurelyหบ your Lord will give so much to you that you will be pleased.
Then which of the favors of your Lord will you deny?
Tum apne Rabb ki kon kon si nehmat ko jhutlaoge,
Hume apne gunaaho ki muaafi maangte rahna chahiye, hum Sirat – e- Mutaqeem pe qaayam rahe, yahi dua hai, Ameen
Ussi ki raza ke bina toh darakht pe laga ek patta na hile, fir hum toh gunehgaar hai, hum kaise sajde ataa na krein,
Beshaq, Woh har cheez per Qaadir hai, SUBHANALLAH!
Kahin padhe thee ye la- jawab alfaaz:
Ye khushiyan ye zindagi ye lazzaton ka surur
Wa Ma Al-Hayatu Al-Dunya Mataโul-Ghuroorr
Ke Jiske Samne Sab Barabar Amir Aur Faqir
HasbunAllahu Wa Niโmal Wakeel
Har Jandaar Ka Hona Hai Ek Din Quwat-e-Mout
Kullu Nafsin Dhaโiqatul-Maut
Aur Khatam Hua Duniya Ko Pane Ka Junoon
Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Rajiโun
“Indeed, to Allah we belong, and to Him we shall return”







Leave a comment