Tag: #Crossroads
-

Safar π€
Yaqeenan, kuch raaste aur sama mil kar kayi kahaniyan bun dete hain. Dhoop jab aaj phir, chehre pe thehri to yaqeen huaZindagi, faqat dhoop-chhaon ka safar nahin. Safar: manzilein, faasle, dooriyan, chalna, theharna, rukna, bhoolna, ehsaas karna, parishaniyan, hoshiyariyan, yaariyan, muhabbatein, ladaaiyan, hazratein, muafiyan, khushiyan, umeedein, purane chehre, nayi baatein, purani baatein, naye lamhe, waqt…
